Friday, March 11, 2011

jo ho nahi sakta..,wo ho nahi sakta;
jo mila nahi ..,wo kho nahi sakta..
ye mat samajhna ki haar gaye hum,,
tumhe paana nahi chahte......,kyu ki tumhe khona nahi chahte.
......tumhe jeetkar fir haarna nahi chahte!!!!

1 comment: